Skip to main content

Posts

Showing posts from June, 2016

HINDI STORIES(KAHANI) - BHARAT KAY 4 MADHO KEE BANANAY KE KAHANI

Purnay samay kee baat hai. Aadi Sankracharay bedant kay mahan bidwan Swami Govind Bhagwatpad say milnay Badrinath kee taraf ja rahay thay. Rastay may jab wo thak gya to ek talab kay kenaray baidkar aram karnay lagay. Aachanak unohnay dekha kee pass hi kuch medhak aapas may khel rahay hai.Wah unka khel dekhtay huay apnee thakan mitanay lagay. Gram kal ka dophar tha , garmi adhik par rahi thee. Talab ka pani bhi gram say ubal raha thaa. Medhako ko talab may rahna muskil ho raha thaa. Achanak ek madhak kee tar tar kee awaz sunayee dee. Medhak ka ek nanha bacha bhisan garmi ko sahnay may asmarth ho kar pani say bahar nikla. Wah nadee kay balu may ja pahuch. Rait bhi tap rahi thee . Nanhai medhak kee tar taraht aur tez ho gayee. Garm Rait par wah tarpnay laga. Eetnay may waha ek bahut bara nag  aaya. Usnay medhak kay bachay par apna fann pasar kar chow kar dee. Yai nazara Sankracharay nay dekha tab way chakit rah gaiy. Aaschar kee baat thee kee medhak ka bhajhak ...

LG COMPANY NAY BANAYA MACHHER BHAGANAY WALA TV.

SOUTH KOREA kee electronic company LG nay machhro ko dur bhaganay wali TV set lanch kee hai. Company kay adhkarik sutro kay anusar eeskee keemat 26,900 say 47,550 tak kee hai. LG Electronics nay apnay byan may kaha hai kee yah TV set hum nay Bhartiyo kay dhyan may rakhkar banaya hai. Ismay ak altra sonic parnalee lagee huee hai jo ak bar chalu honay kay baad machharo  ko dur bhagatee hai . Uskay altra sonic system machharo ko room may aanay nahi datee hai. Ismay say nikalnay walay dhwani tarang manusho kay bina keese tarah ka hani pahuchay bina hi machharo ko duur bhagatee hai. LG Company nay aapnay bayan may yeh bhiee bataya hai kee ees TV set  ko bananay may keesee bhi tarah ka hanikark rasayan ya viis ka paraog nahi keeyagaya hai. Na hi esmay dubara kuch bharna hai .ISKEE jach bharat kay antrastriya jayow pardhogik awam viisgayn sansthan may kee gaee hai. LG company nay yah bhi bataya hai kee iss TV ko bananay may baisweek sanasthan kay manak kay ...

NIMBU SAY DHEEK HOTA HAI PATHEREE(STONE)

               KISI bhee manush ko patheree honay say bahut hi parasani aur dard hota hai. Patheree jeetna hi barra hoga wah utna hi dard deaga. Samay kay sath yah badtta hi jata hai aur dard bhi aadhik hota hai.  Agar hum eeskay suruat may hi kuch upay karay to yah deek ho sakta hai. Aaisay to patherri ka ilaj hamaray medical science may hai. jo kee sarjari ka hai . Jismay paisa aadhik lagta hai. PATHREE deek karnay kay liya sabsay aacha prakartik illaj hai kee aap adhik say adhik pani peeay. Issay aap ko adhik say adhik urine aaiygee jissay kee patheree nickal saktee hai . Isskay allawa aap nimlikhit upay bhi kar saktay hai. 4 chamach nimbu ka ras lay aur 4 chamach olive oil lay , Dono ko milay kar usay deen may kam say kam 3 bar jarur  pee lay.. . Yah parkiriya lagatar kam say kam 3 deen tak karay . NIMBU kay andar milnay walay cietric acid PATHREE ko galaa dayta hai. aur usay wah s...