Skip to main content

HINDI KAHANI- DUDH KA DUDH AUR PANI KA PANI

Ak gaown may ak dudh bachnay wali gawlin rahti thee. Uskay pass 2 bahsay thee.roj wah dudh

bachnay sahar jatee thee.rastay may ak talab parta tha. Ak din uskay man may lalach aaya usnay tlab

say 2 liter pani dudh may mila diya

.
 Aur dudh ko sahar ja kar baich aayee. Ees tarah uska jayda fayda hua. Ees tarah woe roj hi karnay

lagee.1 mahenay bad usko sabhi nay dudh ka paysa diya. Us paysa ko potli may bandh kar aapnay

gaow eedher llot rahi thee. Rastay may talab mila waha par woe apni potlee ko rakh kar apna muh

donay lagee. Utnay may ek bandar aaya aur uska potlee lakar piar par çahar gaya aur waha say potlee

ko kholkar usmay say rupeya ko giranay laga. Kuch rupeea pani may gaya aur kuch rupeea jamin par

gira. Jisay gwlin  nay udhaliya.wahi par baiday huway ek sadhu sab dekh raha thaa. Usnay gowalin

ko kaha tumahar hak ka paisa tumahay mil gaya aur pani ka paisa pani may gaya. Easay hi kahtay

dudh ka dudh aur pani ka pani.

Comments

Popular posts from this blog

HINDI STORIES(KAHANI) - BHARAT KAY 4 MADHO KEE BANANAY KE KAHANI

Purnay samay kee baat hai. Aadi Sankracharay bedant kay mahan bidwan Swami Govind Bhagwatpad say milnay Badrinath kee taraf ja rahay thay. Rastay may jab wo thak gya to ek talab kay kenaray baidkar aram karnay lagay. Aachanak unohnay dekha kee pass hi kuch medhak aapas may khel rahay hai.Wah unka khel dekhtay huay apnee thakan mitanay lagay. Gram kal ka dophar tha , garmi adhik par rahi thee. Talab ka pani bhi gram say ubal raha thaa. Medhako ko talab may rahna muskil ho raha thaa. Achanak ek madhak kee tar tar kee awaz sunayee dee. Medhak ka ek nanha bacha bhisan garmi ko sahnay may asmarth ho kar pani say bahar nikla. Wah nadee kay balu may ja pahuch. Rait bhi tap rahi thee . Nanhai medhak kee tar taraht aur tez ho gayee. Garm Rait par wah tarpnay laga. Eetnay may waha ek bahut bara nag  aaya. Usnay medhak kay bachay par apna fann pasar kar chow kar dee. Yai nazara Sankracharay nay dekha tab way chakit rah gaiy. Aaschar kee baat thee kee medhak ka bhajhak ...

NIMBU SAY DHEEK HOTA HAI PATHEREE(STONE)

               KISI bhee manush ko patheree honay say bahut hi parasani aur dard hota hai. Patheree jeetna hi barra hoga wah utna hi dard deaga. Samay kay sath yah badtta hi jata hai aur dard bhi aadhik hota hai.  Agar hum eeskay suruat may hi kuch upay karay to yah deek ho sakta hai. Aaisay to patherri ka ilaj hamaray medical science may hai. jo kee sarjari ka hai . Jismay paisa aadhik lagta hai. PATHREE deek karnay kay liya sabsay aacha prakartik illaj hai kee aap adhik say adhik pani peeay. Issay aap ko adhik say adhik urine aaiygee jissay kee patheree nickal saktee hai . Isskay allawa aap nimlikhit upay bhi kar saktay hai. 4 chamach nimbu ka ras lay aur 4 chamach olive oil lay , Dono ko milay kar usay deen may kam say kam 3 bar jarur  pee lay.. . Yah parkiriya lagatar kam say kam 3 deen tak karay . NIMBU kay andar milnay walay cietric acid PATHREE ko galaa dayta hai. aur usay wah s...