Skip to main content

WASTE TO ENENRGY PLANT SABSAY BADA BAN RAHA HAI CHIN MAY

Chin kay sahar sainjian may duniya ka sabsay bada waste to enenrgy plant yani kee kura kachara say urja padda karnay wala plant lagaya ja raha hai.
cooling tower
 Ees plant may rojana kareeb 5,000 ton kura kachra ka nistaran kiya jayaga. ees waste to energy plant may kam say kam 1/3 kacharay ko bijali may taransfer kiya jaiyaga
cooling tower
. Is system say city kay kachara kee samasay say bhi mukti milage.Issay 2020 tak chalu ho janay kee baat hai. Issay nirman karnaywali DENMARK kee company hai. 

Comments

Popular posts from this blog

HINDI KAHANI- DUDH KA DUDH AUR PANI KA PANI

Ak gaown may ak dudh bachnay wali gawlin rahti thee. Uskay pass 2 bahsay thee.roj wah dudh bachnay sahar jatee thee.rastay may ak talab parta tha. Ak din uskay man may lalach aaya usnay tlab say 2 liter pani dudh may mila diya .  Aur dudh ko sahar ja kar baich aayee. Ees tarah uska jayda fayda hua. Ees tarah woe roj hi karnay lagee.1 mahenay bad usko sabhi nay dudh ka paysa diya. Us paysa ko potli may bandh kar aapnay gaow eedher llot rahi thee. Rastay may talab mila waha par woe apni potlee ko rakh kar apna muh donay lagee. Utnay may ek bandar aaya aur uska potlee lakar piar par çahar gaya aur waha say potlee ko kholkar usmay say rupeya ko giranay laga. Kuch rupeea pani may gaya aur kuch rupeea jamin par gira. Jisay gwlin  nay udhaliya.wahi par baiday huway ek sadhu sab dekh raha thaa. Usnay gowalin ko kaha tumahar hak ka paisa tumahay mil gaya aur pani ka paisa pani may gaya. Easay hi kahtay dudh ka dudh aur pani ka pani.

HINDI STORY (KHANI)- JAB BHGWAN BITDHAL (LORD BISHNU) NAY APNAY SIIR PAR DHARAN KIYA SIVLING

PANDHAR PUR (MAHARASTRA) may NARHARI sunar (sonay ka aabusan bananay wala) rahtay  thhai. NARHARI bhagwan siv  kay param bhakt thai. Bhagwan Siv kay bhakti may iitna magan  rahtay thhai kee PANDHARPUR may rahkar bhi , yah waha kay parside Bhagwan Bitdhal kay  mandir may unka darsan karnay kabhi nahi gayay. Na unka kabhi janay ka irada tha. Narhari sunari ka kam kartay thaiy, isliyay jab sonay kay aabushan banatay, tow  us samay bhiee Bhagwan Siv ka naam sadawa inkay hodhow par rahta thaa. Isliyay inkay banay  aabusan may bhi divya sondarya jalknay lagta thha. PANDHARPUR may hi rahta thha ek Sahukar, jo kee Bhagwan Bitdhal ka barra bhakt thaa. Uska koyee putra nahi thha. Usnay ek bar Bhagwan Bitdhal say mannoytee kee ki yadee usay putra huaaow to , wah Bhagwan Bitdhal ko sonay kee karghanee ( kamar may pahnay wala pattaw) pahnayagaa. Bhagwan Bitdhal kay kirpa say usay putrow huwaa. woh khusi say phula na samaya  aur bhaga-bhaga Narhari sunar kay pass sona

NIMBU SAY DHEEK HOTA HAI PATHEREE(STONE)

               KISI bhee manush ko patheree honay say bahut hi parasani aur dard hota hai. Patheree jeetna hi barra hoga wah utna hi dard deaga. Samay kay sath yah badtta hi jata hai aur dard bhi aadhik hota hai.  Agar hum eeskay suruat may hi kuch upay karay to yah deek ho sakta hai. Aaisay to patherri ka ilaj hamaray medical science may hai. jo kee sarjari ka hai . Jismay paisa aadhik lagta hai. PATHREE deek karnay kay liya sabsay aacha prakartik illaj hai kee aap adhik say adhik pani peeay. Issay aap ko adhik say adhik urine aaiygee jissay kee patheree nickal saktee hai . Isskay allawa aap nimlikhit upay bhi kar saktay hai. 4 chamach nimbu ka ras lay aur 4 chamach olive oil lay , Dono ko milay kar usay deen may kam say kam 3 bar jarur  pee lay.. . Yah parkiriya lagatar kam say kam 3 deen tak karay . NIMBU kay andar milnay walay cietric acid PATHREE ko galaa dayta hai. aur usay wah sareer kay bhar urine kay madhym say nikal deyta hai. ISS parkiriya kay dowra